Desh Bhakti Shayari | 91+ Best Shayari for Desh Bhakti With Images

81. इस देश की मिट्टी में – Is desh ki mitti mein

desh bhakti
Independence day | Desh Bhakti Shayari

इस देश की मिट्टी में, तमन्ना खूब दिखता है,
जिस किसी को भी इसके भीतर, अपना महबूब दिखता है ।
—————————————————————–
Is desh ki mitti mein, tamnna khoob dikhta hai Jis kisi ko bhi iske upar, apna mehboob dikhta hai.

82. ऐ मेरे वतन के लोगों – Ae mere watan ke logo

ae mere watan ke logo
Independence day | Desh Bhakti Shayari

ऐ मेरे वतन के लोगों, ज़रा आंख में भर लो पानी
जो शहीद हुए हैं उनकी, ज़रा याद करो कुर्बानी।
————————————————————————
Ae mere watan ke logo, zara aankh me bhar lo paani
Jo saheed hue hain unki, zara yaad karo qurbaani

83.  प्राचीन काल – Prachin kal | Deshbkati Hindi Shayari

best shayari for desh bhakti
Independence day | Desh Bhakti Shayari

 प्राचीन काल की सारी जवानी बस्ती है
हमारे भारत में सारे जग की कहानी बस्ती है ।
—————————————————–
Prachin kal ki saari jawani basti hai
Humare bharat me saare jag ki kahani basti hai.

84. सुनो गौर से दुनिया वालों – Suno gaur se duniya waalon,

best shayari for desh bhakti
Independence day | Desh Bhakti Shayari
सुनो गौर से दुनिया वालों
बुरी नज़र ना हमपे डालो
चाहे जितना ज़ोर लगा लो,
सबसे आगे होंगे हिन्दुस्तानी|
---------------------------------------
Suno gaur se duniya waalon,
Buri nazar na humpe daalo
Chahe jitna zor laga lo,
Sabse aage honge hindustani