Desh Bhakti Shayari | 91+ Best Shayari for Desh Bhakti With Images

37. Haan Ye Mumkin Hai – हां ये मुमकिन है

Quotes on Independence Day | 15 August Image | Desh Bhakti Shayari

हां ये मुमकिन है कि हम अपने बचाव में कुछ ना कहें
पर बात जब भी मेरे देश की आय, हम कभी भी चुप ना रहें ।
————————————————————————————-
Haan ye mumkin hai ke hum apne bachao me kuch na kahein,
Par baat jab bhi mere desh ki aaye, hum kabhi chup na rahein

38. Dushmano Ka Fauz – दुश्मनों का फ़ौज

Desh Bhakti Shayari | Independence Day Quotes in Hindi

दुश्मनों का फ़ौज बेइंतहा लाड़खराता है
जब भी भारत का सेना आता है ।
———————————————————–
Dushmano ka fauz beintehaa ladkharata hai
Jab bhi bharat bharat ka sena aata hai.

39. Hai Veer Jawano Ki Kathaein – है वीर जवानों की कथाएं

Quotes on Independence Day | 15 August Image | Desh Bhakti Shayari

है वीर जवानों की कथाएं,
बहती पवित्र यहां गंगा है
हमारे देश से ना बेहतर कोई
यहां के मौसम में भी तिरंगा है ।
————————————-
Hai veer jawano ki kathaein,
Behti Pavitra yahan ganga hai
Humare desh se na behtar koi,
Yahan ke mausam me bhi tiranga hai

40. Haan Ye Maana – हां ये माना | Best Deshbhakti Shayari

Happy Independence Day Quotes | Desh Bhakti Shayari
हां ये माना के भारत में बहुत अलग अलग फूल खिलते हैं
पर जब लोग यहां मिलते हैं, तो वो दिल से मिलते हैं ।
--------------------------------------------------------------------------
Haan ye mana ke bharat me alag alag phool khilte hain,
Par jab log yahan milte hain, to dil se milte hain.