16. Baharo Ka Deewana – बहारो का दीवाना
बहारों का दीवाना तेरे सपने बनता है, तेरी मुस्कराहट के खातिर कुछ अलफ़ाज़ चुनता है। Baharo ka deewana tere sapne bunta hai, Teri muskurahat ke khatir kuch alfaaz chunta hai.
17. Gunah Jab Meri – गुनाह जब मेरी
गुनाह जब मेरी, लबों से निकला
दुआ तब मेरी, रगों से निकला ।
Gunah jab meri labon se nikla
Dua tab meri rago se nikla
18. Duniya Raushan – दुनिया रौशन
दुनिया रौशन करने की ऐ काश दवा होती,
सिर्फ तुझे मांगने की खातिर भी एक दुआ होती।
Duniya raushan karne ki ae kash dawa hoti,
Sirf tujhe maangne ki khatir bhi ek dua hoti.
19. Dua Me Ek – दुआ में एक
दुआ में एक छोटी हम दुनिया मांगते हैं
तेरा साथ उस खुदा से, और थोड़ी खुशियां मांगते हैं ।
Dua me ek chhoti hum duniya maangte hain,
Tera sath us khuda se, aur thodi khushiyan maangte hain
20. Jahan Us Rab Ne – जहाँ उस रब ने
जहाँ उस रब ने क्या खूब सजाया है, छोटी सी आशियाँ को तेरी, मेरी जन्नत बनाया है। Jahan us rab ne kya khoob sajaya hai, Chhoti aashiyan ko teri, meri jannat banaya hai.