136. Wafa Ki – वफ़ा की
वफ़ा की स्याही से खुशी का जाम लिखते हैं, के ये दिल तुम्हारा है, ये हम पैग़ाम लिखते हैं Wafa ki syahi se khushi ka jaam likhte hain, Ke ye dil tumhara hai, ye hum pagam likhte hain.
137. Khushiyon Ke Mele – खुशियों के मेले
खुशियों के मेले में, चाहत की धूल देखी है,
रंग भी खूब देखे हैं, कोई तुम सा नहीं देखा ।
Khushiyon ke mele me, chahat ki dhool dekhi hai
Rang bhi khoob dekhe hain, koi tum sa nahi dekha
138. Tumhare Aanchal Me – तुम्हारे आंचल में
तुम्हारे आंचल में जन्नत लगे ख्वाब सा,
तुम हो मेरे पास तो लोगो से क्या वास्ता ।
Tumhare aanchal me jannat lage khwaab sa,
Tum ho mere paas to logo se kya vaasta
139. Apne Aashiqui Ka – अपने आशिक़ी का
अपने आशिक़ी का इस तरह असर छोर जाऊंगा,
तेरे चेहरे के आंचल पे, अपनी नज़र छोर जाऊंगा ।
Apne ashiqui ka is tarah asar chhor jaunga,
Tere chehre ke aanchal pe, apni nazar chhor jaaunga.
140. Tujhe Dekhne – तुझे देखने
तुझे देखने भर से आंखें ये फना मांगती है, तेरी खातिर हर मुश्किल, हर गुनाह मांगती है । Tujhe dekhne bhar se aankhein ye fana mangti hai, Teri khatir har mushkil, har gunah mangti hain.