Desh Bhakti Shayari | 91+ Best Shayari for Desh Bhakti With Images

33. Veer Jawano Ki – वीर जवानों की

15 august image
Desh Bhakti Shayari | 15 August Image

वीर जवानों की कहानी अब भी हम दोहराते हैं
इस देश की मिट्टी के आगे ही अपना सर झुकाते हैं ।
—————————————————————-
Veer jawano ki kahani, ab bhi hum dohrate hain,
Is desh ke mitti ke aage hi, apna sar jhukate hain.

34. Humare Dil Me – हमारे दिल में | Desh Bhakti Shayari

15 august image
Happy Independence Day Quotes | Independence Day Quotes in Hindi

हमारे दिल में तूफान और आंखों में गंगा रहता है
सर पे कफन और ज़ुबां पर तिरंगा रहता है ।
—————————————————————————–
Humare dil me tufaan, aur aankhon me ganga rehta hai,
Sar pe kafan aur zubaan par tiranga rehta hai.

35. Jaan Hum Is Par – जान हम इस पर

quotes on independence day
Quotes on Independence Day | Desh Bhakti Sahayri

जान हम इस पर निसार करते हैं
यही दुआ बार-बार करते हैं
मौका मिले तो लड़ जाएंगे इसकी खातिर
इस देश की मिट्टी को दिल से सलाम करते हैं ।
—————————————————-
Jaan hum ispe nisaar karte hain,
Yahi dua baar baar karte hain
Mauka mile to lad jaenge iski khatir
Is desh ki mitti ko dil se salaam karte hain

36. Alag Hai Yahan Ki – अलग है यहां की | New Desh Bhakti Shayari

Independence day shayari
Happy Independence Day Quotes | Independence Day Quotes in Hindi
अलग है यहां की सभी भाषाएं,
अलग सभी का पहनावा है,
मगर साथ लोग रहते हैं फिर भी
कहते अलग सिर्फ दिखावा है ।
------------------------------------------------
Alag hai yahan ki sabhi bhasaein,
Alag sabhi ka pehnawa hai,
Magar saath log rehte hai fir bhi
Kehte alag sirf dikhawa hai.